Blog Ke Liye Sitemap Page Kaise Bnaye


Blog ke liye Sitemap kaise bnaye

Sitemap Blog Ke Liye Kyu Jaruri hai

साईटमैप ब्लॉग के लिए क्यों जरूरी है

Qki inhi visitors ke duwara hamare blog ki income hoti hai. Jab visitor hamare blog per AdSense per click krte hai toh hamari income hoti hai. Ab Aap samjh gye hoge ki visiter humare blog ke kyu Jaruri hai.

But ab ye sawal ye hai ki hum apne blog per visitors kaise bdaye. Hum apne blog ka Sitemap bna kr use Google Webmaster Tool Ki Website per add krke hum apne blog per visitors bda skte hai  

Sitemap Kya hai 

साईटमैप क्या है

Sitemap ek file hoti hai jisme hamare blog ki sabhi post save hoti hai. jab hum Sitemap Ko Search Engine Me submit krte hai toh jab koi in search engines per hamari post related koi jankari search krta hai toh search engine Sitemap me save posts Ko crawl krke reader ke samne Lata hai.

Is trah Sitemap hamare blog per visitors Ko badta hai. Ab Aap ye jaan gye ki Sitemap Kya hai Aur Kaise Kaam krte hai. Ab hum ye hum ye janege ki Sitemap Kaise Bnate hai. 

Blog Ke Liye Sitemap Kaise Bnaye

ब्लॉग के लिए साईटमैप कैसे बनाये

Step1:- Sitemap bnane ke liye Aap is  https://www.xml-sitemaps.com    is site per jye.

Step2:- Ab Jo page open hoga us per puri details bhare niche pic me dekhe

Blog Ke Liye Sitemap Kaise bnaye
Page Jo bhre ek bar chek kre.pura from sahi sahi bharne ke bad start per click kr de.

Step3:- Ab next page page Aap dekhege ki Aap ke blog ka Sitemap ban gya hai.vo kuch is trah se dikhega 
Blog Ke Liye Sitemap Kaise Bnaye
Step4:- ab Aap ka Sitemap ban chuka hai. Ab Aap apne blog ke sitemap Ko Google, bing jaise Search Engine Me submit kr skte hai.

 blog ke sitemap Ko Search Engine Me submit krne se aap ka blog search me dikhega. Aur Aap ke blog per search engine se bhi traffic ayega. Google Search me show hoga. Jo aapki traffic badane me bhut help krega. Is post se realeted koi sawal aapke man me ho toh humse comment me puche aapki puri SAHAYATA ki jayegi.

Ye bhi pade:- 
Blog banane Se Lekar Earning Krne Tak Ki Puri Jaankari Hindi Me

Post a Comment

1. कमेंट बॉक्स में किसी भी प्रकार की लिंक ना पेस्ट करें।
2. कमेंट में गलत शब्दों का प्रयोग ना करें।

Previous Post Next Post