Blog Me Logo Kaise Lagaye


Blog-Me-Logo-Kaise-lgaye

Logo Kyu Jaruri hota hai blog Ke Liye

लोगो ब्लॉक के लिए जरूरी क्यों होता है


Hi. Dosto Aaj hum is Article me ye shikhge ki blog me Logo Kaise lagate (Set) hai. Blog Me Logo set krna bhut aasan hai. Blog Me Logo lagane se Hume bhut Faiyde hote hai. Agar humne apne blog ke liye koi logo bna kr Blog per lagya hai toh iska sabse bda Faiyda ye hai ki isse hamara blog dekhne me accha lagta hai.

Aur hamare blog Ko ek Alag pehccan milti hai. log hame logo Ko dekh kr Hamre blog ka Naam jaan jate hai. Hum ye bhi kha skte hai ki logo hamare blog face hota hai. Visitors hamare logo se hamare blog Ko pehccan leta hai.

Blog Me Logo lagane se pehle kuch bate acche se jaan le. Jo Aap logo Bnaye jyda bda na ho, Khossish kre logo Ko chota bnane ki. jitna chota hoga utna hi accha hoga aur Aap ke blog per fit baithega. Logo Attractive ho visiter logo Ko dekhte hi Aap ke blog ke bare samjh jye. agar meri maane toh Aap logo simple hi bnaye accha rahega. Blog ka look bhi aacha ayega.

यह भी पढ़ें :- 
SEO friendly Vs Unique Post , Aap ke dono me se kon SA best hai

Google Tags Manager Se blog Ki traffic Ko boost Kaise Kre

Blog Me Logo Kaise Lagaye

ब्लॉग में लोगो कैसे लगाएं


1. Logo set krne ke liye sab se Aap blog ke Dashboard me jye Layout me jye Logo per click kre.

Blog Me Logo Kaise lgaye
2. Ab Jo next page open hoga. Pic me jo dekh aya gya hai wha click kre.

Ab Aap Ko apne blog ke liye logo select krna. Ab Aap logo select kre Jo Aap apne blog per lagana chahte hai

Pic dekhe " Have a description placed after the image" per click kre. Save per click

Ab uper save Arrangments per click kre

Arrangment per click krte hai Aap ka logo blog me lag jayega. Aap preview per click kr ke dekh skte hai.

Toh Dosto aap Ko kaisi lgi ye blogging se Judi jankari Hume comment me jarur btaye. agar aap Ko is post se realeted koi problem ho toh Hume comment kre aapki puri SAHAYATA Ki jayegi. 

Ye bhi pade:- 

Blog Me Basic Settings Kasie Kre

Blog Banane Se Lekar Earning Krne tak Ki Puri Jaankari Hindi Me

Affiliate Marketing Program Se Paisa Kaise Kamaye

Aamir Aadmi Banne ka Solid Idea

Blog ki Traffic Ko track krne Ke Liye Analytics Per Account Kaise Bnaye

Post a Comment

1. कमेंट बॉक्स में किसी भी प्रकार की लिंक ना पेस्ट करें।
2. कमेंट में गलत शब्दों का प्रयोग ना करें।

Previous Post Next Post