Blog Ki Basic Settings Kaise Kre


Blog -ki -basic -settings- kaise -kre

Blog Ki Basic Settings Kasie Kre

 à¤¬्लॉग की बेसिक सेटिंग कैसे करें

Hi. Dosto Aaj hum is Article me Blog Ki Basic settings ke bre me janege ke blog ki basic Settings Kaise krte hai. Agar aap ne blog nhi bnya hai toh ye pade 

Aap ne blog bna liya hai. Blog bnnana bhut aasan hai. But jab bat basic settings ki aati hai. Toh hume kuch doubt rehte hai Khass kr new blogger ko Ye Article pad kr Aap ke sare doubts dur ho jayege

Aap apne blog me me jye Settings me Basic per jye. Yha kuch options hoge. Inki unki settings kaise krna hai Maine niche btya hai. Ye settings humare blog ke liye bhut important hai. Isliye tbyaan se kre.

1. Title

Basic settings me sabse pehle hoga Tital
Yha aap ke blog ka Title likha hoga. Mere blog ka Title SAHAYATA Hindi Me hai.

2.  Description 

Isme Aap Ko apne Blog ka Description Short me likhna hai. Mere Blog ka Description " Internet Ki Jankari Hindi Me" hai. Apne blog description Dene se ye hota hai ki hamare blog per aane wale visitors Ko ye pta chlata hai ki hamara blog kis topic per hai ya kis se realeted hai.
Blog Ki Basic Settings kaise kre

3.  Privacy 

Jab Aap Privacy ke samne Edit per click krege toh Aap e samne 2 options hoge. in 2 options Ko yes kr de. Ye options is trah se hai. 

1.Add your blog tour listing

Matalab Aap ka blog hamare list hamare list dikhai de ya nhi. Agar aap no krege toh Aap ka blog blogger.com ki list me nhi hoga. But internet per hoga.

2. Let Search Engines find your blog 

Ye Jo option hai iska matlab hai Aap ke blog Ko Search Engine Me dikhaye ya nhi. Is option ko hamesha yes hi rakhe nhi toh Aap ka blog Search Engine Me Search nhi hoga. Aur aap ke blog per search engine se visitors nhi aa payege.

4. Blog Address

Yha per aap ke blog ka address rehta hai. Aur is option se apne blog Ko custom Domain add krte hai. Aap ka Jo sub domain hai blogspot ka Aap use change bhi kr skte hai. Per aap aisa na kre toh hi accha hai kyuki isse change krne se Aap Ko Google Analytics account Ko bhi change krna padega is Liye ise change na kre. Agar Custom Domain lagana hai toh  uske liye Alag option hai.

5.  HTTPS Availability

Ye option security ka kaam karta hai. Agar aap blog me custom Domain lga hai. To iss option ki jarurat nhi ha. Sub Domain use krte hai toh ise on kr dijiye.

6. Blog Author's 

Ye blog ke Admin ke bare me hai. Yha ek aur option hota hai Author is me Aap apne blog ki Authority aur kisi Ko dena Chahte hai toh de skte hai. Mtlab kisi aur Ko Blog ka Admin bna skte hai. 


7. Blog Readers

Is option ko Edit krne per aap Ko aur 3 radio buttons dekhegi kisi ek Ko select krna hoga. Vo 3 options ke bare me Maine niche details me btya hai.

1. Public :-. Matlab Aap ka blog koi bhi dekh skta hai. Koi bhi read kr skta hai.

2. Private (Only Author) :- isme Aap ka blog srif Aap hi read kr skte hai.

3. Private ( Only this Reader) :- is option me Aap ye select kr skte hai ki kon kon aap ka blog Read kr skta hai. Jinko Aap select krege bas wahi log Aap ka blog Read kr skte hai.

I hope Aap samajh gye hoge ki blog me Basic Settings Kasie krte hai. Agar aap Ko kuch samjh me na aya ho ya koi Confusion  ho toh Aap humse Comments me apne Sawal puch skte hai. Thank you

Read More :-

Blog Ki Traffic Bdane Ka Bilkul Aasan Tarika

Post a Comment

1. कमेंट बॉक्स में किसी भी प्रकार की लिंक ना पेस्ट करें।
2. कमेंट में गलत शब्दों का प्रयोग ना करें।

Previous Post Next Post