Blog Ki Image Ko SEO Friendly Kasie Bnaye


Blog ki image Ko SEO Friendly Kaise Bnaye

Blog Ki Image Ko SEO Friendly Banana Kyu Jaruri hai.

ब्लॉग की इमेज को SEO फ्रेंडली बनाना क्यों जरूरी है

SEO ka kya hota hai. SEO ka MATLAB hota hai Search Engin Optemiz. Jisese hamri website search Engine me search Hoti hai aur website ko traffic Milta hai. blog ki image.Isliye Hamre blog ki image ka Seo hona bhut Jaruri hai. Isee hamari raking aachi hoti hai. Aur visitors bhi Akrshit hote hai. Ek image hamare blog ke liye 2000 words ka kaam krti hai.

Agar humare blog ki image Seo hogi toh Google asaani se humri post Ko crawl kr leta hai. Jo ki hamare Liye bhut Jaruri hai. Blog Ko Search engine me first page per lane ke liye image ka Seo hona bhut Jaruri hai. Bas Aap kuch steps follow krke aap bhi apne apne blog ki image Ko Seo fully bna skte hai.

Blog Ki Traffic Badane Ki Letest Tips

Blog Ki Image Ko SEO Friendly Kasie Bnaye

ब्लॉग की इमेज को SEO Friendly कैसे बनाया

Copyright:- 

Sabse pehle toh Aap is bat ka khyal rakhe ki Aap Jo image Blog Ke use kr rhe hai vo Copy-Write toh nhi hai. Copy-Write image ka istemaal bilkul na kre. Agar aap aisa krte hai toh Aap Google Adsense Account kabhi Aprove nhi hoga. Agar aapne pehle se AdSense Account Aprove krwa liya hai. Aur uske bad agar aap aisa krte hai. Toh aap ka AdSense Account saspend bhi ho skta hai.

Editing :- 

Jo image aap blog ke liye istemaal kr rhe hI uski editing aisi kre ki Aap jis topic per post likh rhe hai us topic se related ho aur visitors Aap ki image Ko dekhte hi samjh jye ki Aap ki post kis topic per hai. Aur Aap kya khehna chahte hai.

Re name:- 

Image Ko Upload krne se uska Rename krle. Jaise Aap is topic per post likh rhe hai "Image Ko SEO Friendly Kasie Bnaye" toh Aap image ka Rename bhi us post se realeted hi rakhe. Isee Google Ko apki likhi post Ko crawl krne me help milti hai.

ALT Text:- 

ALT tags ka istemaal kre ALT tags me apne post se realeted naam likhe isse Google Ko pta lagta hai ki hamari image kis post se realeted hai. Aur Google asaani se hamari post Ko crawl kr leta hai. Alt tags ke liye image per touch kre.

Properties per click kre.

Alt text me apne post se realeted details likhe jaise Maine likha hai. Uper pic me dekhe. Apne post ka tital likhe. 

Aap Jo image Blog Ke Liye use kr rhe hai. Use jitna ho ske chota rakhne ki khosish kre. Isse Hamre blog Ko khulne me kam Time lagta hai. Aur Google crawl bhi asaani se kr leta hai. Isliye Aap image Ko chota Bnaye. Jaise maan lo Aap ki image 15o kb ki hai toh aap ise 70kb - 80kb tsk bnane ki khosish kre. Agar aur chota bna skte hai toh aur accha hai. 

Uper likhe Sabi points ke according agar aap apni image create krte hai. Toh  aap ki image 100℅ Seo bnegi  Aur isse Aapka blog Google search me increase hoga. Aap ke blog ki ranking bhi acchi hogi. Jo ki Aap ke blog ke liye bhut important hai.
Is Article se realeted agar aap ke man me koi sawal ho toh humse comment me puch skte hai. Aap ki puri SAHAYATA Ki jayegi.

Ye bhi pade:- 
Online Paise Kmane Ke Top 7 Tarike

Dark Web,. Deep Web , Aur Surface Web Kya hai Puri Jaankari

Har Blogger Ke Phone Me Ye Apps Hone hi Chahiye

Post a Comment

1. कमेंट बॉक्स में किसी भी प्रकार की लिंक ना पेस्ट करें।
2. कमेंट में गलत शब्दों का प्रयोग ना करें।

Previous Post Next Post