Blog Me Feedburner Ko kaise Add kre



Feedburner Ko blog me kaise Add kre

Feedburner Kya hai Aur Hamare Blog Ke Liye Kyu Jaruri hai

Feedburner क्या है और हमारे ब्लॉग के लिए क्यों जरूरी  

 feedburner ke bare me janege ki feedburner kya hai aur hamare blog ke liye kyu Jaruri hai. Feedburner Googal ki hi Service hai. Ye bhi Googal ki free service hai. Agar aap ek Bloger hai toh Aap hamesha apne blog ki traffic badane ki khosish krte rehte hoge. Hum blog ki traffic badane ke liye apne blog Ko Facebook , Twitter , WhatsApp har jagh Share krte hai. Kyuki ek blogger ka maqsad yahi hota hai ki vo apni likhi post Ko jyda se jyda logo tak phuchaye. Jisee hamare blog ki traffic bad ske aur hamare blog ki ranking bhi acchi ho. feedburner bhi Hamri traffic Ko bdabe ka kaam krta hai. Ye Hamri likhi hui new new post's Ko logo tak pahucata hai.

Chaliye jante hai ki Feedburner kaam kaise krta hai. Aap ne apne blog per "subscribe this blog" ka widget toh lga hi rakh hoga. Jab koi visiter hamare blog per aata hai Aur Hamare Blog Ko subscribe krta hai toh jab hum apni next Article publish krte hai toh Feedburner hamari likhe hue Article Ko un logo tak Email ke jariye phuchta hai jin logo ne hamare blog Ko subscribe kiya hota hai. Is trah Feedburner Hamre blog ki traffic Ko bdane me bhut help krta hai.

Feedburner per Account Kaise Bnaye

 फीडबर्नर पर अकाउंट कैसे बनाएं

Feedburner Ko Blog me add krna bhut aasan hai. Niche likhe steps Follow krke aap badi asaani se Feedburner Ko Blog me add kr skte hai.

ये भी पढ़ें:- Blog Ki Image Ko SEO Friendly Kaise Bnaye


Step1 :- Sabse pehle Aap https://feedburner.com is site per jye.

Step2:- Ab aapko apne blog ka URL dalna jis me Aap Feedburner Ko add krna Chahte hai. Ab next per click kr de.

Step3:- apna Url ek fir se acche se dekh le aur next per click kr de.


Step4:-1.A ab apne feeb ka tital likhe. Meri mane toh Jo Aap ki Website ka tital hai. Vahi tital dal de.

2. Ab Aap apne feed ke liye ek naam likhe ye Aap ka feed Address hoga aur next click kre.


Step5:- Jo agla page khulega us page per Aapko aap ka Feedburner ka link milega. Aap ise copy kr le. Aur next per click kr de. Next page per aap Ko Successfully ka massage milega. Mtalb ab Aap ka feed ban chuka hai 


Feedburner Ko Blog Me Kaise Add Kre

फीडबर्नर को ब्लॉग में कैसे ऐड करें


Aap ka feed ban chuka hai. Ab ise apne Blog me feed redirect krna hai. Blog me add krne ke liye sabse pehle Aap apne blog me jaye Dashboard <<Setting<< Other me jye. 

Other ke samne "Post Feed redirect Url" likha hoga uske samne add per click kre. Ab Feedburner ka copy kiya hua Link yha paste kr de. Save setting per click kr de. 
Ab aapka Feedburner blogger me add ho chuka hai.  Is post se Judi koi jankari chahiye ya aapko koi problem aye toh Aap hame se comment me puch skte hai. Aapki puri SAHAYATA ki jayegi.

ये भी पढ़ें:- 

Post a Comment

1. कमेंट बॉक्स में किसी भी प्रकार की लिंक ना पेस्ट करें।
2. कमेंट में गलत शब्दों का प्रयोग ना करें।

Previous Post Next Post